Yeah Bat Hum Ko Ahmed-e-Mursal Ne Batai Ha Namaz Miraj-e-Momin Roza Sabber Azamai Ha Allah Se Qurbat K Lie Khaas Ha Ramzan Her Sahib-e-Eman Ki Meras Ha Ramzan Momin Hai Tou Her Paal Tu Akhuwat Se Guzare Akhlas Hai, Esar Ha, Ehsaas Ha Ramzan Ehsaas Hai, Ehsaas Hai, Ehsaas Hai Ramazan Hoti Hai Rozadar Per Rab Ki Rehmat Ki Barishein Talti Hi Jaien Kesi Bhi Ho Azmaishein Jo Saber Seekhati Hai Vohi Piyaas Hai Ramazan Ehsaas Hai, Ehsaas Hai, Ehsaas Hai Ramazan Ya Allah Allah Allah Allah Razi Khuda Hai Jis Se Vohi Naik-Bakht Ha Chere Pe Noor Roza-Kushai K Wakt Ha Jeene K Lie Rishta E Alfaz Hai Ramzan Ehsaas Hai, Ehsaas Hai, Ehsaas Hai Ramazan Us Bargha-e-Paak Mein Jhukna Namaz Mein Yani Raku-o-Sajjda Mein Rukna Namaz Mein Bakishish K Waseele Ki Tarah Aas Hai Ramzan Ehsaas Hai, Ehsaas Hai, Ehsaas Hai Ramazan Nooe-e-Khuda Ha Noor-e-Muhammad Ha Bepanah Do Noor Mill Gaye Shab-e-Maraj Ha Gawah Such Yeah Hai Muhabbat K Bohat Paas Ha Ramzan Ehsaas Hai, Ehsaas Hai, Ehsaas Hai Ramazan Allah Se Qurbat K Lie Khaas Ha Ramzan Her Sahid-e-Eman Ki Meras Ha Ramzan Momin Ha Tu Her Pal Tu Akhoat Se Guzare Aklas Hai Esaar Ehsaas Hai Ramzan Ehsaas Hai, Ehsaas Hai, Ehsaas Hai Ramazan