Falak Ke Naazaro, Zameen Ki Bahaaro Sub Eidein Manao Huzoor Aa Gaye Hain Uttho Bay Saharo Chalo Gham Ke Maaro Khabar Ye Sunao Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa Aray Kaj Kula’ho Aray Baadshaho Nigahein Jhukao Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra Ujaala Ujaala’ Sawera, Sawera Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra Ujaala Ujaala’ Sawera, Sawera Halima (R.A) Ko Pohnchi Khabar Aaminah (R.A) Ki Mere Ghar Main Aao, Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa Aray Baadshaho Aray Kaj Kula’ho Nigahein Jhukao Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra Ujaala Ujaala, Sawera Sawera Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra Ujaala Ujaala, Sawera Sawera Halima Ko Pohnchi Khabar Aaminah Ki Mere Ghar Main Aao Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain Hawaun Mein Jazbaat Hain Marhaba Ke Fizaun Mein Naghmaat Salle’Alla Ke Hawaun Mein Jazbaat Hain Marhaba Ke Fizaun Mein Naghmaat Salle’Alla Ke Daroodaun Ke Gajrey Salamaun Ke Tohfay Ghulamo Sajaao, Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain Sama Hai Sana E Habeeb E Khuda Ka Yeh Milad Hai Sarwaray Ambiya Ka Sama Hai Sana E Habeeb E Khuda Ka Yeh Milad Hai Sarwaray Ambiya Ka Nabi Kay Gadao, Sab Eik Doosray Ko Mubarak Yeh Sunao, Huzoor Aa Gaye Hain Falak Ke Naazaro, Zameen Ki Bahaaro Sub Eidein Manao Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Aa Gaye Hain, Huzoor Aa Gaye Hain Huzoor Agaye Hain Lyrics In Urdu/Arabic (ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ) ﺳﺐ ﻋﯿﺪﯾﮟ ﻣﻨﺎﺅ ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﺍُﭨﮭﻮ ﺑﮯ ﺳﮩﺎﺭﻭ ﻏﻢ ﮐﮯ ﻣﺎﺭﻭ ﺧﺒﺮ ﯾﮧ ﺳﻨﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﺍﻧﻮﮐﮭﺎ ﻧﺮﺍﻻ، ﻭﮦ ﺫﯾﺸﺎﻥ ﺁﯾﺎ ﻭﮦ ﺳﺎﺭﮮ ﺭﺳﻮﻟﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﻠﻄﺎ ﻥ ﺁﯾﺎ ﺍﺭﮮ ﮐﺞ ﮐﻼ ﮨﻮ ! ﺍﺭﮮ ﺑﺎﺩ ﺷﺎﮨﻮ ﻧﮕﺎﮨﯿﮟ ﺟﮭﮑﺎﺅ ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﮨُﻮﺍ ﭼﺎﺭ ﺳﻮ ﺭﺣﻤﺘﻮﮞ ﮐﺎ ﺑﺴﯿﺮﺍ ﺍُﺟﺎﻻ ﺍُﺟﺎﻻ ، ﺳﻮﯾﺮﺍ ﺳﻮﯾﺮﺍ ﺣﻠﯿﻤﮧ ﮐﻮ ﭘﮩﻨﭽﯽ، ﺧﺒﺮ ﺁﻣﻨﮧ ﮐﯽ ﻣﯿﺮﮮ ﮔﮭﺮ ﻣﯿﮟ ﺁﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﮨﻮﺍﺅﮞ ﻣﯿﮟ ﺟﺬﺑﺎﺕ ﮨﯿﮟ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﮐﮯ ﻓﻀﺎﺅﮞ ﻣﯿﮟ ﻧﻐﻤﺎﺕ ﺻَﻞِّ ﻋَﻠٰﯽ ﮐﮯ ﺩﺭﻭﺩﻭﮞ ﮐﮯ ﮔﺠﺮﮮ ، ﺳﻼﻣﻮﮞ ﮐﮯ ﺗﺤﻔﮯ ﻏﻼﻣﻮ ﺳﺠﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁ ﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﺳﻤﺎﮞ ﮨﮯ ﺛﻨﺎﺀ ِ ﺣﺒﯿﺐ ِ ﺧﺪﺍ ﮐﺎ ﯾﮧ ﻣﯿﻼﺩ ﮨﮯ ﺳﺮﻭﺭِ ﺍﻧﺒﯿﺎﺀ ﮐﺎ ﻧﺒﯽ ﮐﮯ ﮔﺪﺍﺅ ! ﺳﺐ ﺍﯾﮏ ﺩﻭﺳﺮﮮ ﮐﻮ ﺧﺒﺮ ﯾﮧ ﺳﻨﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮩﺎﮞ ﻣﯿﮟ ﻇﮩﻮؔﺭﯼ ﮐﮩﺎﮞ ﺍُﻥ ﮐﯽ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﮐﺮﻡ ﮨﯽ ﮐﺮﻡ ﮨﯿﮟ ﯾﮧ ﺩﻥ ﺍﻭﺭ ﺭﺍﺗﯿﮟ ﺟﮩﺎﮞ ﭘﺮ ﺑﮭﯽ ﺟﺎﺅ ! ﺩﻟﻮﮞ ﮐﻮ ﺟﮕﺎﺅ ﯾﮩﯽ ﮐﮩﺘﮯ ﺟﺎﺅ ! ﺣﻀﻮﺭ ﺁﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ