Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Salaam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye Main Sirf Dekhlo Ek Baar Subih Tayaba Ko Bala Se Phir Meri Dunya Me Shaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye Tajaliyaan Hath Se Bhar Lo Me Apna Kas E Jaan Kabhi Jo Un Ki Gali Main Qayam Ho Jaye Huzoor Aap Jo Sunle Tu Baat Ban Jaye Huzoor Aap Jo Kahdeen Tu Kaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye Huzooor Aap Jo Chahen Tu Kuch Nahi Mushkil Simat Ke Fasla Ye Chandigam Ho Jaye Maza Tu Jab He Farishte Ye Qabar Main Kahde Sabhi Mid Hate Khair Ul Anaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye Naseeb Waalon Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye Jo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye. Main Shad Shad Maroon Ga, Agar Dam E Akhir Naseeb Jalwa E Khairul Anam Ho Jaye. Salaam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye Fuzool Goi Say Bach Jaye Yeh Zaban Meri Mera Kalam Durood-O-Salaam Ho Jaye. Pia Raza Ne Pia Jo Murshid Nay, Ataa Mujhe Shaha Aisa Jaam Ho Jaye. Salaam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye Shaha Ubaid-E-Raza Dar Badar Phiray Kab Tak Huzoor Is Ka Madinah Maqam Ho Jaye. Ubaid Mar Kay Madinah Mein Paa Chuka Hai Baqi Khabar Watan Mein Kabhi To Yeh Aam Ho Jaye. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Salaam Ke Liye Hazir Ghulam Ho Jaye