Ya Imam E Zaman (x5) Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana (x2) Hatah Diji Ghaybat Ka Pardah Khudarah Pardah Khudarah Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana (x2) Bari Afatay Hain Zamaney Pey Mola Parehshaan Shiya Kahan Jayeh Mola Pukara Tumhe Jab Huwa Dil Jow Muztar Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana (x2) Bala Ae Hain Gharii Nahi Koyi Saathi Andhera Hain Harsu Udasii Hain Chaayi Tumharey Qadam Sey Ho Duniya Munawar Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana (x2) Bhawar Mei Hai Kashti Bacha Ney Ko Wawoh Ghamey Zindaghi Se Churaney Ko Awoh Mohammed Ki Jaan Ho Safiney Ki Langhar Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana (x2) Ghunehgaar Hun Aur Sharmindah Mola Maghar Aap Par Hi Hain Mujko Bharosa Karow Rehbarii Ab Bara Hai Payambar Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana (x2) Tamana Yeh Dilmei Bohot Kuch Hain Meri Hai Umeed Hoghi Bohot Jald Purii Merey Haq Mei Kardijey Jow Kuch Ko Behtar Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana (x3) Ya Imam E Zaman (x5) Madad Kijiyeh Ya Imam E Zamana