Jab Imam Ayenge Lyrics In Urdu And Roman Urdu Haal E Gham Sunaenge Jab Imam Aayenge Zakhm Dil Dikhaenge Jab Imam Ayenge Mehfil E Jamaaenge Jab Imam Ayenge Bamodar Sajaenge Jab Imam Ayenge Jashn Hum Manaenge Jab Imam Ayenge Zakhm Hai Abhi Taaza Maqqa Aur Madeena Ke Sham O Kufa Karbobala Hum Bhula Nahi Sakte Az Sakheefa Taai Dam Ghair Se Nahi Pohche Jitne Dukh Uthae Hai Humne Kalma Goyo Se Ek Ek Chukaenge.. Jab Imam Ayenge Shaq Hai Jinko Allah Ke Adl Aur Adaalat Par Mansab E Nubuwat Par Saiyada Ki Ismat Par Murtuza Ki Ahmed Se Mukhtasir Niyabat Par Jinko Shaq Hai Bara Par Baarwey Ki Ghaibat Par Sab Hi Maar Khaenge,Jub Imam Aaye Gay Naam Par Sahaba Ke Kaam Kafiro Jaise Naam Par Sahaba Ke Kaam Fasiqo Jaise Naam Par Sahaba Ke Kaam Munkiro Jaise Naam Par Sahaba Ke Kaam Mushriqo Jaise Sab Hi Muh Churaenge...x2 Jub Imam Aenge Dawa E Mohabbat Jo Subho Shaam Karte Hai Unke Dushman O Se Bhi Raao Rasm Rakhte Hai Uns Bhi Nahi Dete Gheebatei Bhi Karte Hai Momino Se Bhi Dil Me Bughz O Keena Rakhte Hai Kistarah Nibhaenge...x2 Jab Imam Aye Gain Jhut Bolne Ko Hum Mashwala Samajhte Hai Baat Baat Par Bejaa\'n Maslehat Barakhte Hai Aur Munafiqat Ko Bhi Maslehat Hi Kehte Hai Lahmo Laab Ka Saamaa\'n Hum Gharo Me Rakhte Hai Kistarah Chhupaenge....x2 Jb Emam Aayge Nemate Shariyat Ko Bojh Hi Samajhte Hai Lahmo Laab Hi Ko Hum Zindagi Samajte Hai Saahobaan E Zar Ko Bada Aadmi Samajhte Hai Tang Dast Momin Ko Bas Yuhi Samajhte Hai Kya Maqaam Paenge Jab Imam Ayenge Ye Hamare Mukro Riya Shatirana Aiyari Kya Hamare Saamo Salaat Aur Ye H Azadari Kitna Ghaik Mohsin Me Kis Kadar Ryakari Kya Imaam Ki Khatir Hum Ne Ki Hai Tayari Kaise Muh Dikhaenge...x2 Jub Imam Ayenge Al Ajal Jo Kehte Hai Agae To Kya Hoga Kya Hai Apni Taiyari Pesh Hum Karenge Kya \"Sibt E Jafar\" Apna To Kul Yahi Hai Sarmaya Humd O Naat O Soz O Salaam Aur Manqabat Nauha Ham Yahi Sunaenge...x2 **************************************** Listen And Download Jab Imam Ayenge Manqabat Lyrics Free In Urdu, Roman Urdu , Hindi And English. Download Jab Imam Ayenge Manqabat Lyrics Written In Urdu Text Form Our Site