Jawan Ali Akbar(a.s)” Ali Ali Ali Ali Akbaram (Rahat E Jaan Vird E Zaban Sa’at E Azan Jaan Ali Akbaram) X2 Jaan Ali Akbaram (Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar) X2 Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X3 Aye Dil O Jaan E Pidar, Shakl E Payambar Akbar Aye Qarar E Dile Zainab, Gule Madar Akbar Misle Abbas E Jari Shere Dilaawar Akbar Yusuf E Fatima Zahra , Dile Haider Akbar Husn E Zaman Akbar, Aye Nauz E Chaman Akbar X2 Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2 Najawan Ali Akbar X3 Maula Shabbir Ne Maanga Hai Duaon Me Tumhe Ghazi Abbas Ne Rakha Hai Panaahon Me Tumhe Mil Ke Do Maaoñ Ne Pala Hai Ridaon Me Tumhe Rabbe Akbar Ne Rakha Noori Hijaabon Me Tumhe Nauz E Dil E Sarwar Aye Shabeeh E Paighambar X2 Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2 Rahat E Jaan Vird E Zaban Sa’at E Azan Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar Boleeñ Laila Ke Gale Mujhko Lagate Jao Boleeñ Zainab Mujhe Surat To Dikhate Jao Bole Shabbir Meri Aas Bandhate Jao Mujhko Nana Ki Ziyarat To Karate Jao Haye Lahu Mein Tar Ham Surat E Paighambar X2 Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X3 Kaise Maqtal Tumhe Jaane Ki Ijazat De Doon Kaise Khaime Se Nikalne Ijazat De Doon Kaise Is Pyaas Me Ladne Ki Ijazat De Doon Maa Hoon Kaise Tumhe Marne Ki Ijazat De Doon Jaun Dil E Madar Ye Maa Ho Fida Tum Par X2 Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2 Rahat E Jaan Vird E Zabaan Sa’at E Azaan Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar Haay…Khake Seene Pe Sina Zeen Se Akbar Jo Gira Ho Gaya Khaimo Me Kohram Bapa Wa-Waila Ye Sada Dasht Me Deta Tha Ghareeb E Zahra(s.a) Haye Akbar Mera Akbar Mera Akbar Na Raha Noore Nazar Akbar Aye Nouze Pidar Akbar X2 Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2 Naujawan Ali Akbar X3 Rahat E Jaan Vird E Zaban Sa’at E Azan Jaan Ali Akbaram Jaan Ali Akbaram X2