Sab Se Pahle Mashiyat Lyrics ******************************* Sab Se Phale Mashiyat In Urdu Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya Wo Mohammad Bhi Ahmed Bhi Mahmood Bhi Husn Mutlaq Ka Shahid Bhi Mashhood Bhi Ilm-o-hikmat Me Wo Ghair Mahdood Bhi Zahiran Umniyon Me Uthaya Gaya Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya Unki Shafqat Hai Behad Aur Beinteha Unki Rehmat Takhaiyyul Se Bhi Mawara Jo Bhi Alam Jahan Me Banaya Gaya Unki Rahmat Se Unko Basaya Gaya Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya Hashr Ka Gham Mujhe Kyun Ho Nanotwi Mere Aaqa Hain Wo Mere Maula Hain Wo Jinke Daman Me Jannat Basayi Gayi Jinke Hathon Se Kausar Lutaya Gaya Sab Se Pahle Mashiyat Ke Anwaar Se Naksh-e-rooh-e-Mohammad (saw) Banaya Gaya Phir Usi Naqsh Se Mang Kar Roshni Bazm Kon-o-makan Ko Sajaya Gaya