Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi Ik Tera Naam Waseela He Mera Ranj O Gham Mey Bhi Iss Naam Sey Rahat Hogi Ye Suna He Ke Bahot Rat Andheri Hogi Qabar Ka Khof Na Rakhna Ae Dil Waha Sarkar Ke Chehare Ki Ziarat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein ..... Unko Mukhtar Banaya He Mere Mola Ne Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein Jisko Hasnain Ke Baba Ki Ijazat Hogi Naat Sarkar Ke Parta Hoon Ma ..... Unki Chokhat Pe Pare He To Bari Moj Mein He Lot Ke Ayengey Jab Us Dar Sey Merey Dil Tu Hi Bata Kya Teri Halat Hogi Naat Sarkar Ki Parhta Hoon Mein ..... Hashr Ka Din Bhi Ajab Dekhne Vala Hoga Zulf Lehra Ke Wo Jab Ayenge Phir Qayamat Mein Bhi Ik Aur Qayamat Hogi Naat-e-Sarkar Ki Parta Hoon Mein ..... Rashk Sey Door Karey Deyktey Hogay Zaahid Jab Sare Hashr Gunahgaro Pe Mere Aaqa Ka Karam Hoga Inayat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein ..... Kahi Yaseen Kahi Taha Kahi Wa-shams Aaya Jiski Qasme Mera Rab Yad Kare Kitni Dil-Kash Mere Mehboob Ki Surat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein ..... Do Jahaan Mein Bhi Use Kon Pana Me Lega Hoga Ruswa Wo Sare Hashr Jise Fatma Zahra Ke Bachcho Se Adawat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein ..... Mere Sarkaar Bulayenge, Un Ki Chokhat Pe, Wo Nazaara Phir Me Main To Dekhunga, Dekh Kar Gumbad-E-Khazra, Meri Ulfat Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein ..... Apna Daman To Gunaho Se Bhara He \"Altaf\" Ik Sahara He Ke Mein Unka Hoon Bas Issi Nisbat Se Sar-e-hashr Shifa-at Hogi Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein