Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara Sarkar Ghous E Aazam Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi Dunya Aise Sakhee Ka Mangta Ghous Ul Wara Ka Mangta Shah E Jilan Ka Mangta, Phirta Hai Maara, Maara Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara Ye Ata E Dastageeri Koi Mere Dil Se Pooche Wahi’n Aagaye Madad Ko Mene Jab Jahan Pukara Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara Miran Banne Hain Dulha, Mehfil Saji Hui Hai Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara Maula Ali Ka Sadqa, Ibn E Ali Ka Sadqa Maula Ali Ka Sadqa, Khawaja Piya Ka Sadqa Maula Ali Ka Sadqa, Data Piya Ka Sadqa Maula Ali Ka Sadqa, Ganje Shakar Ka Sadqa Maula Ali Ka Sadqa, Ahmad Raza Ka Sadqa Meri Laaj Rakhna Miran, Main Faqeer Hun Tumhara Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara Dunya Mein Sab Ka Koi, Koi To Aasra Hai Mera Bajuz Tumhaare, Koi Nahi Sahaara Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara Ye Tera Karam Hai Ya Ghous, Jo Banaa Liya Hai Apna Kahaa Mujhsa Ye Kameena, Kaha Silsila Tumhara Sarkar E Ghous E Aazam Nazre Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do, Main Faqeer Hun Tumhara