Imaan Ka Irfan, Ye Irfan Muazzam Yani Shaoor E Deen Hai Shaban Muazzam Har Saal Kaye Aadmi Jaate Hain Karbala Har Saal Kaye Bante Hain Insaan Muazzam Shaban Ka Mahina.... Shaban Ka Mahina.... Imaan Ka Mahina, Shaban Ka Mahina Labbaik Ya Hussain Ke Elaan Ka Mahina Shaban Ka Mahina Har Maah Ke Lie Hai Ye Maah E Sarfarazi Shabbir Or Zainab, Aaye Hain Isme Ghazi Quran Par Hai Yani Quran Ka Mahina Ab Mustafa Mujh Se Hussain Hai Ye Or Me Hussain Se Hun Elaan Mera Suniye Hai Daste Syeda Ke Palaan Ka Mahina Akbar Ke Noor Ki Ye Tanzeel Ka Mahina Hai Noor E Mustafa Ki Tamseel Ka Mahina Yani Har Ik Jawaan Ki Pehchan Ka Mahina Is Maah Sab Hussaini Jannat Me Jaa Rahe Hain Sab Karbala Ke Zaair Naare Laga Rahe Hain Ye Hai Yaziyat Ke Nuqsaan Ka Mahina Saare Munafiqoun Ki Hogi Zabaan Bandi Sab Kaazibo Ki Hogi Ab To Bayaan Bandi Ye Hai Sahi Sahabi Salman Ka Mahina Jashn E Hussaniat Hai Har Surkhuru Watan Me Sham O Iraq Me Or Lebanon Me Yemen Me Sehoniyat Pe Bhaari Iran Ka Mahina Daawe Daleel Saare Raddi Me Daalne Hain Bus Alajal Me Yasir Lamhe Guzarne Hain Hai Barhwain Khudayi Burhaan Ka Mahina