Ya Rabbana Irhamlana Lyrics ************************************** Ya Rabbana Irhamlana Lyrics In Urdu. Ya Allah Ya Allah Ya Allah Ya Allah Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Tere Ghar Ke Phere Lagata Rahun Main Tere Ghar Ke Phere Lagata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Haram Me Main Hazir Hua Banke Mujrim Haram Me Main Hazir Hua Banke Mujrim Ye Labbaik Nara Lagata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Main Leta Rahun Bosa-e-sang-e-aswad Main Leta Rahun Bosa-e-sang-e-aswad Yun Dil Ki Siyahi Mitata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ilahi Main Phirta Rahun Gird-e-kaba Ilahi Main Phirta Rahun Gird-e-kaba Yun Qismat Ki Gardish Mitata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Lipat Kar Gale Lag Ke Main Multazam Se Lipat Kar Gale Lag Ke Main Multazam Se Gunahon Ke Dhabbe Mitata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ibraheem Ke Naqsh-e-paa Choom Kar Main Ibraheem Ke Naqsh-e-paa Choom Kar Main Nigahon Se Dil Me Basata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Hateem-e-haram Me Namazon Ko Padh Kar Hateem-e-haram Me Namazon Ko Padh Kar Tere Dar Par Dukhde Sunata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Main Peeta Rahun Har Gadi Aab-e-zamzam Main Peeta Rahun Har Gadi Aab-e-zamzam Lagi Apne Dil Ki Bujhata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Safa Aur Marwa Ke Mabain Daudun Safa Aur Marwa Ke Mabain Daudun Sa’i Karke Tujh Ko Manata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Jhuki Jinke Sajde Ko Mehrab-e-kaba Jhuki Jinke Sajde Ko Mehrab-e-kaba Wahin Dil Adab Se Jhukata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Barasti Hai Baran-e-rahmat Haram Me Barasti Hai Baran-e-rahmat Haram Me To Meezab-e-zar Se Nahata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Muzdalifah Me Waqt-e-sahar Muskura Kar Muzdalifah Me Waqt-e-sahar Muskura Kar Ye Sunnat Nabi (saw) Ki Batata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Rami Kar Ke Jab Rat Ki Main Mina Me Rami Kar Ke Jab Rat Ki Main Mina Me Tere Dushmanon Ko Mitata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Tu Shar Se Panah De Muqaddar Ho Aisa Tu Shar Se Panah De Muqaddar Ho Aisa Ke Bas Khair Hi Khair Pata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Sanad Hajj-e-mabroor Ki Lene Hazir Sanad Hajj-e-mabroor Ki Lene Hazir Mohammad (saw) Ki Chaukhat Pe Jata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ho Maqbool Haj Hazri Daymi Me Ho Maqbool Haj Hazri Daymi Me Pas-e-hajj Madine Ko Jata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ilahi Tu Aesa Muqaddar Ata Kar Ilahi Tu Aesa Muqaddar Ata Kar Hamesha Hi Taiba Main Aata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ilahi Tu Qismat De Saur-e-hira Ki Ilahi Tu Qismat De Saur-e-hira Ki Ke Is Dil Me Aaqa (saw) Ko Pata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Hai Sayyad Ki Khwahish Madine Me Mar Kar Hai Sayyad Ki Khwahish Madine Me Mar Kar Hamesha Ki Jannat Ko Pata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Tere Ghar Ke Phere Lagata Rahun Main Sada Shahr-e-makkah Me Aata Rahun Main Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Rabbana Irhamlana, Ya Rabbana Irhamlana Ya Allah Ya Allah Ya Allah ******************************** Ya Rabbana Irham Lana Mp3 Naat By Hafiz Bilal Qadri Listen Online Or Download This Beautiful Naat Sharif In The Beautiful Voice Of Hafiz Bilal Qadri. Ya Rabbana Irham Lana Is A Naat Recited By Hafiz Bilal Qadri. Listen This Naat Online Or Download In Mp3 Format From Thenaatsharif.com Ya Rabbana Irham Lana Is One Of The Best Mp3 Naat By Hafiz Bilal Qadri. Ya Rabbana Irham Lana Lyrics In Urdu, Roman Urdu, Hindi And English. Listen Online Or DownloadYa Rabbana Irham Lana Audio Naat With Lyrics In Urdu Written, Hindi , Roman Urdu And Hindi Form Our Site Thenaatsharif.com ************************************